Saturday 16 March 2013

I can,t stop loving uuu♥






























Ek ladka tha ek ladki thi...
ladki ladke pe bahut marti thi...
...
ladke ko bhi ladki se bepanah
pyar tha...
ladka uske liye sare jag se ladne
ko taiyar tha...
dono ka pyar din ba din badhta
gya...
ladke pe ladki ka khoomar
chadhta gya...
magar badkismati ki ghadi aagyi...
dono ki zindagi me mayusi chha
gyi...
ladke ki gareebi ne use ladki ka
hone na diya...
ladki ke maa baap ne dono ko ek
dusre se dur
kar diya...
ladki ke ghar walo ne wo shahar hi
chhod diya...
ladke ne bhi duniya se mano nata
tod liye...
koi kahta ke ladki ne shadi karli koi
kahta ke
tujhe dhokha diya usne...
magar ye to malik hi janta thakiske
liye kya
kiya kisne...
ladke ne bhi kuchh karne ki
thani...
sochne laga kio bekar jaye meri
jwani...
usne bhi din raat khoob mehnat
ki...
magar toot jata tha jab ladki ki use
yaad aati
thi...
kosne laga tha wo apne pyar ko..
duniya ki baato me aakar maan
liya tha
bewafa apne pyar ko...
dekhte dekhte pal saalo me badal
gye...
idhar ladke ke sitare bhi smbhal
gye...
bhikhari sa jo kabhi tha aaj caroro
me khelne
laga...
khuda ne uspe apna karam dikha
diya...
phir ek din kisi se maloom pada ke
us ladki
ka pariwar isi shahar mehai...
usne bhi socha kio na ladki ko
sharminda karu
aur use neecha dikhau...
man me itne din ki aag snjoye wo
ladki ke ghar
pahuch gya...
lad
ki ka baap ladke ki thhath ko
dekh kar dang
rah gya...
bade rob se puchh bataiye aapki
bewafa
ladki kaha rahti hai...
kis se shadi huyi aur aaj kal kitni
mauj me rahti
hai...
ladki ke baap ne nazre neeche
jhuka sirf itna hi
kaha..
hame maaf kardo hamse galti huyi
jo
tumhare pyar ko kuch na smjha...
magar beti hamari bewafa nhi
hai...
galat hai wo bate jo tumne kahi
hai...
us din jab tumse juda kar ke hum
use ghar ko
laye....
na jane usne ro ro kar hame kitne
fariyad
sunaye...
suni na uski ek use kamre me
band kar
diya...
uski shadi ke liye ladka bhi pasand
kar
liya...

magar beti hamari tumse juda
hona na
chahti thi...
aur bhaag kar tumhare sath
hmare apne maa
baap ka vishvash khona na chahti
thi...
isi liye use ek hi tareeka sujha...
khudkhushi karli uske paas rasta
tha na duja...
isi sharmindagi ko chhupane ke
liye hamne
shahar se fararhogye...
uske jaate hi hamre upar na jane
kitne gum
swar ho gye...
ladke ke neeche se maano
zameen hi nikal

gyi...
daudti huyi kismat ek pal me fisal
gyi...
jitna bhi kosa tha apne pyar ko
uspe wo afsoos
jtane laga...
bahte huye ansuo ko sabki nazro
se churane
laga...
ghar se hara hua sa nikal do kadm
chal ke gir
pada tha wo...
kisi ne nabaz tatoli todekha mara
pada tha wo....
apni mashooka ka gum use
bardast na huya...
ek baar phir muqqadar ek ashiq
k sath na Raha .

No comments:

Post a Comment